• Hey there! Welcome to TFC! View fewer ads on the website just by signing up on TF Community.

Canara Bank Aspire Savings Account (Zero Balance for 18 - 28 Years Age group)

ANSWER

Ab solution kya hai ye mail se ho jayega ya at the end branch jana parega?
waise mail - mail parso se chalu hai ( hobaisvertical@canarabank.com dgmmdscrt@canarabank.com ) ye log trailing mail khel rahe the kal phone aaya then aaj written aaya us card ka dispatch ka tha so wo ho gaya ab ye wale me reply aaya

"With reference to the RuPay Millennial Debit Card, we have not received a card request at our end for processing."

so maine reply kiya
Solution to ek hi hai branch jana padega form bharke dene ke liye unse bolo millenial apply kare na ki normal platinum. Baki aap mail ke reply ka wait karo.
 
wo to ho jayega branch wali madam tez and samajhdaar hai
but mail ka wait kar leta hun branch ko bhi unlogo ne tag karke rakha hai trailing me

uco wali madam to benifit har baar puchti hai / unke pass available ho so gaya tha but nahi tha but is baar fir gaya app se nahi ho paa raha tha but madam ne jaise hi app me click kiya apply ho gaya so maine lakme and amazon prime ka bata diya ab maybe wo bhi apply kare 🤣
 
Madam ki age kya hogi ?
 
Bank walo ko unke debit card ke features mat btaya karo. Dusro ke liye apply nhi karte mana kar dete hai.
 
fir to acha hai na benifit lamba chalega / waise unka intention ye tha kafi log demand kar rahe hai to kuch card branch me available ho abhi tak plat rakha hua tha unhone
 
Back
Top