• Hey there! Welcome to TFC! View fewer ads on the website just by signing up on TF Community.

Net Banking 2.0 may be launched next month

Net Banking 2.0 may be launched next month:

HDFC Bank, Axis Bank, State Bank of India (SBI), and AU Small Finance Bank — along with several online payment aggregators are expected to go live next month on a new system for interoperable netbanking transactions. The platform is being developed and piloted by NPCI Bharat BillPay (NBBL).

In 2024, the RBI had approved the implementation of interoperability for netbanking transactions aimed at addressing delays in the actual receipt of payments by merchants.

More info -

hdfc already have now.hdfcbank.com, are we getting new? what about the .bank.in domain ?
Pata nahi har forum me, whatsapp groups me log Net Banking 2.0 ko Account Aggregators or domain change etc kyun samajh rahe hai. 😒😒

Samjhana bekar hai aise. Kyunki Jindegi hume bahut kuch sikhata hai.

Try kiya tha ekbar maine 2015 or 2016 ki suruwat tak UPI kya hoga samjhane ka. Baad me Samjh aaya Bhains k aage bin baja raha hu. Baad me UPI launch k baad, Wohi friends mujhe aa kar UPI k bare me samjhne laga tha.

Phir maine apne dosto ko 4G k bare me samjhane ka kosish kiya tha 2010-2012 k aspas ki 4G rate kyun cheap hoga but wohi baat tha Bhains k aage bin baja raha tha. Kisi ko samajh me aaya nahi. Ulte mujhe he samjhane lagte the so alag.

Phir logo ko samjhane ka kosish karta hu kyun 4G (or now 5G also) me 10-12 mobile network possible nahi hai 2G k jaisa. 4G me spectrum k limitation k karan but baad me mujhe samajh aaya logo ka samjhne se jada bada motto hai Ambani ko gali dena toh mai woh chiz bhi tyag diya samjhana, Bhains k aage bin baja k koi faida nahi hai.

Moral of the story - Net Banking 2.0 launch k baad logo ko khud smajh aa jayega kuch months or years me.
 
Aap Dil pe Na Lo, aap Gyan dete raho...
Kuch ko To achcha lagega hi
 
Pata nahi har forum me, whatsapp groups me log Net Banking 2.0 ko Account Aggregators or domain change etc kyun samajh rahe hai. 😒😒
So what do you think it will be then @Abhishek012
All in one NetBanking platform where we can access all accounts (available banks) under single userid or single login
With/without limitations
 
Last edited:
Pata nahi har forum me, whatsapp groups me log Net Banking 2.0 ko Account Aggregators or domain change etc kyun samajh rahe hai. 😒😒

Samjhana bekar hai aise. Kyunki Jindegi hume bahut kuch sikhata hai.

Try kiya tha ekbar maine 2015 or 2016 ki suruwat tak UPI kya hoga samjhane ka. Baad me Samjh aaya Bhains k aage bin baja raha hu. Baad me UPI launch k baad, Wohi friends mujhe aa kar UPI k bare me samjhne laga tha.

Phir maine apne dosto ko 4G k bare me samjhane ka kosish kiya tha 2010-2012 k aspas ki 4G rate kyun cheap hoga but wohi baat tha Bhains k aage bin baja raha tha. Kisi ko samajh me aaya nahi. Ulte mujhe he samjhane lagte the so alag.

Phir logo ko samjhane ka kosish karta hu kyun 4G (or now 5G also) me 10-12 mobile network possible nahi hai 2G k jaisa. 4G me spectrum k limitation k karan but baad me mujhe samajh aaya logo ka samjhne se jada bada motto hai Ambani ko gali dena toh mai woh chiz bhi tyag diya samjhana, Bhains k aage bin baja k koi faida nahi hai.

Moral of the story - Net Banking 2.0 launch k baad logo ko khud smajh aa jayega kuch months or years me.
Thoda hum achhe se samjha paye to ek daba ke like thok dena
 
I often wonder, why does the RBI still allow payment gateways to offer a T+2 day settlement cycle. Cheques will move to a T+3 hours cycle from 2nd Jan 2026. It's disgraceful that some electronic payments are still stuck in a T+2 day cycle
 
Back
Top