@Abhishek012 bhai maje aa rahe hai IDFC rewards ko end karke ?
Humne jo kiya,ye nahi rukega ye THE END kara ke maanega
Shayad galat tha
wajah kya thi,
koi yeh samjh na
paye paye paye....
Thi koi majburi,
karni thi puri,
tab ja k ghao mere thore bhar paye,
apno ko khoya,
bahut ne rohya,
roka nahi kyunki manjil na mil
paye paye paye....
kuch makshad se he aaye the humsab,
pura karna hai chahe ab kuch bhi ho jaye..
Jo kuch hua hai,
Socha nahi tha,
muskil rahe thi,
par hum na ghabraye raye raye raye..
Karna hai humko,
humne thana hai..
Ab chahe saanse he kyun na ruk jaye.
kuch makshad se he aaye the humsab,
pura karna hai chahe ab kuch bhi ho jaye..
pura karna hai chahe ab kuch bhi ho jaye..
pura karna hai chahe ab kuch bhi ho jaye..
Last edited: