Fact yahi hai ki Tu sabhi spends ko wrong use bta raha hai jabki Sirf Manufactured Spends hi wrong use hai
Manufactured Spends kya hote hai Google kar le pta chal jayega aur na pta Chale toh bta diyo m hi bta duga
Fact ye he ki tu apni hi spend ko sahi bata rahe he! Baki ki spend ko galat
Tuje lagta he bank to ch**ya he , 5% extra cb loopholes se nikal lunga.
Tumhe direct amzon se utility bill pay karna nahi aur gv purchase karke extra 5% cb leke bank ko ch**ya banana he
Fir bologe ye to trick thodi he , ye manufactured spend bhi nahi he
Vahi ke vahi tum ho , khud ka genuine use dusre ka misuse bata ne me
Your spend and use are genuine other all are manufactured spend according to you so better I don't ask you because I already know.
Tu defination thik se sikh le Google karke
SBI ne sirf Exclude kiya hai selected MCC ko 5% Cashback Category se.
Kyu karna pada vo pata karlo.
Kitne ko block mara he gift voucher use me vo jan lo
Bank ese hi pagla gai jo block and exclusion ka decesion liya?
SBI Cashback cc to amzon gv se 7% kamane vale ko SBI ne hi block kar rakha he , vo cc to bank to nahi tha fir kyu bandh karva diya gaya?
Ye tumhe business decesion lagta be , jabki gyftr se 2% bhi isi ki wajah se hatana pada.
GV use karke loot macha rakhi thi.
Tum jo sirf 5% cb ke liye hi ola money use karte ho vo manufactured spend hi he , kyuki bank to 1% hi deti he genuinely!!!