To itni baat gol gol kyu ghumayi , pehele hi man leta tu khud bhi loopholes use karta he.
CC to Bank karke phir se CC ka bill bharna yeh manufactured spend hi hai
Loophole Agar iss way m use hoga toh manufactured spend hi bolege usko na ki Geninue Spend
Yeh Tere domain se bhaar ki baat hai.
Mujhe kisi website pe Gift Card purchase se 5% milega jisk ko m further Goods and services purchase karne ke liye use karuga yeh Geninue Spend hai.
Ab tu bolega 5% ko devalue karke 0% kyu kiya SBI ne khuch Log Gift Card Purchases karke trade kar rahe thhe jo ki manufactured spend hai.
Aise logo ne income 5 lakh declare ki hogi aur ek mahine m 50k to 100k ke Gift cards trade kar rahe Hoge.
Bina income ke spend ho rahe hai toh Bank ko toh manufactured hi lagege until and unless Bank Proof mange.
Each and every Customer se Proof mangna and verify karne se Jada easy hai devaluation.
Toh manufactured spend ko rokne ke liye devaluation hote hai jisse Geninue Spenders affect hota hi hai.
Yeh bhi tere domain se bhar ki baat hai tujhe smjh nhi aayegi.
So Chill Kar aur relax kar.