• Hey there! Welcome to TFC! View fewer ads on the website just by signing up on TF Community.

#BHIMPeAsliFaydaHai - BHIM app offers for UPI and RuPay Credit Card UPI

100 ka try kia

Nai मिला kuch
Flat 1% Cashback on Credit Card bill payment upto Rs150

Please Visit

Niche Wale comments bhi read kar Lena mein try nahi Kiya waise
 
Confusion boht hai re.

150 to Urja ka max cap hai na?
Maximum you can earn is 1050 in 3 months
offer 1: urja 1% up to 150 on fuel or certain bill payments
offer 2: food & travel merchants bank a/c or RuPay CC: 30 x 5 on MOV 100 (150 cashback)
offer 3: rupay cc: 100 x 3 (300), then 30 x 5 (150) for Jan, but only additional 150 for Feb and Mar each

In Jan, some people have gotten 600 via offer 1 and 3, some via 2 and 3. Some got 750 for offer 1,2,3
 
Those who weren't able to do any transaction for this offer till now, don't worry you will only miss ₹150 cashback (30x5=150) of this month.
₹100x3 = ₹300 and ₹30x5 = ₹150 cashbacks are still valid till 31st March 2024.

images
 
Zomato ka Paytm merchant upi id and axis bank wale merchant upi id pe cashback milta hai.

icici name ka 2 merchant upi id hai, yaad nahi aa raha sahi se but razorpay wale icici merchant upi id pe shayad milta hai ya ignore both icici merchant upi id.

ek baat aur hai -

Zomato ka Paytm merchant upi id me instant refund aayega

but axis bank wale merchant upi id pe slow refund hai. Axis bank upi trxn ko reversed karte hai toh bank me 5 se 7 days laga dega refund credit karne me (maximum time bataya jaldi aa jaye toh achi baat hai).

agar fast refund chahiye toh Zomato ka Paytm merchant upi id me pay karna.

last thing - Manually BHIM upi id type karna zomato me, phir proceed to pay and back option pe click karna and transaction cancel karna yes pe click kar k. phir zomato app close kar k BHIM app me jana and approve payment.
@D₹V @Abhishek012 Instant refund nahi aaya Paytm wala UPI Id hone par bhi 😐
Refund initiated dikha raha hai and date 30 Jan ka hi tha 😐
 
Attachments

  • Screenshot_20240131-114649.jpg
    Screenshot_20240131-114649.jpg
    57.4 KB · Views: 19
  • Screenshot_20240131-114757.jpg
    Screenshot_20240131-114757.jpg
    42.3 KB · Views: 19
Last edited:
Mera ek dusre BHIM account se test karne gaya Urja offer ka Rs1000 payment ka Rs10 cashback aa gaya.

uske baad pichle 2 din se jitne bhi Urja offer ka alag alag app se kar raha hu baki aur cashback aa he nahi raha hai.

Par ek app se loophole mil gaya Rs14,000 ka payment failed karwa diya. Socha credit card pe he refund aayega but abhi dekha BHIM k default bank link account me Rs14,000 bhej diya.

in short, free me credit card to bank ho gaya.

Par kuch logo ka aisa bhi hua hai aise me double double refund aa gaya hai, baad me cut liya bank ne. Yaha bhi aisa na ho jaye.

Edited - mai nahi batane wala konsa app. Isiliye puchna maat koi, waise mai bata du last week ek payment yehi app se kiya tha but uska refund na credit card pe aaya aur na bank me ab tak.
 
Last edited:
Mera ek dusre BHIM account se test karne gaya Urja offer ka Rs1000 payment ka Rs10 cashback aa gaya.

uske baad pichle 2 din se jitne bhi Urja offer ka alag alag app se kar raha hu baki aur cashback aa he nahi raha hai.

Par ek app se loophole mil gaya Rs14,000 ka payment failed karwa diya. Socha credit card pe he refund aayega but abhi dekha BHIM k default bank link account me Rs14,000 bhej diya.

in short, free me credit card to bank ho gaya.

Par kuch logo ka aisa bhi hua hai aise me double double refund aa gaya hai, baad me cut liya bank ne. Yaha bhi aisa na ho jaye.
Moye moye abhishek
 
Log abhi puchega tumhe konsi app 🐴🦁🦜🎃.
 
Back
Top