• Hey there! Welcome to TFC! View fewer ads on the website just by signing up on TF Community.

Axis Neo rupay cc

Kumar93196

TF Legend
Hi all
I recently got my axis Neo rupay cc
I activated it. But I can't do any online transaction using it.... Whenever I try using it on
AMAZON Pay - Payment pending
Axis mobile - Something went wrong
Paytm doesn't support payment via Rupay card(without UPI)

I want to redeem the welcome benifit of flat 300 cb on first utility payment... Where should I spend it?
 
Ye log ((Tejas Kshirsagar - (MD Desk)) kisi kaam ke hain bhi bhai
Mera Case Yahi Handle kar raha hai😂
Ya ye bhi kaam latka ke rakhte hain
Kam ke toh hai but inko jo kaam diya hai mne woh dekh ke shock m hoge😂

Nov 2020 m ek FD Card Close ki request di thhi. FD se Lien Remove ho gaya aur mne Withdraw kar li.
I thought FD se Lien Remove tabhi karege jab Card close ho gaya hoga.

Neo Rupay LTF Apply karna thha toh inke System m 3 Card Active show kar rahe thhe

1 Myzone, 1 Airtel, 1 yeh FD wala🤣

Toh mera Neo Rupay Generate nhi ho raha thha.

Toh mne MD Desk ko bola kya scene hai yeh, 2020 m Card close karne bola thha, 2024 aagaya Close nhi hua, chal abb mere 500/Day nikal fatafat aur Neo Rupay Issue kar.

Neo Rupay toh issue kar diya aur FD Card bhi April 2024 m Permanent close hua🤣

Nov 2020 to April 2024, 500/Day Demand kiya hai mne, dekho kya karte hai🤣
 
Last edited:
chal abb mere 500/Day
Nov 2020 to April 2024, 500/Day Demand kiya hai mne, dekho kya karte hai
x720
 
Mera Case Yahi Handle kar raha hai😂

Kam ke toh hai but inko jo kaam diya hai mne woh dekh ke shock m hoge😂

Nov 2020 m ek FD Card Close ki request di thhi. FD se Lien Remove ho gaya aur mne Withdraw kar li. FD se Lien Remove tabhi karege jab Card close ho gaya hoga.

Neo Rupay LTF Apply karna thha toh inke System m 3 Card Active show kar rahe thhe😂

1 Myzone, 1 Airtel, 1 yeh FD wala🤣

Toh mera Neo Rupay Generate nhi ho raha thha.

Toh mne MD Desk ko bola kya scene hai yeh, 2020 m Card close karne bola thha, 2024 aagaya Close nhi hua, chal abb mere 500/Day nikal fatafat aur Neo Rupay Issue kar.

Neo Rupay toh issue kar diya aur FD Card bhi April 2024 m Jake close hua🤣

Nov 2020 to April 2024, 500/Day Demand kiya hai mne, dekho kya karte hai🤣
6.3 lakh aane wale hain. party de dena. 🤣
 
Mera Case Yahi Handle kar raha hai😂

Kam ke toh hai but inko jo kaam diya hai mne woh dekh ke shock m hoge😂

Nov 2020 m ek FD Card Close ki request di thhi. FD se Lien Remove ho gaya aur mne Withdraw kar li.
I thought FD se Lien Remove tabhi karege jab Card close ho gaya hoga.

Neo Rupay LTF Apply karna thha toh inke System m 3 Card Active show kar rahe thhe

1 Myzone, 1 Airtel, 1 yeh FD wala🤣

Toh mera Neo Rupay Generate nhi ho raha thha.

Toh mne MD Desk ko bola kya scene hai yeh, 2020 m Card close karne bola thha, 2024 aagaya Close nhi hua, chal abb mere 500/Day nikal fatafat aur Neo Rupay Issue kar.

Neo Rupay toh issue kar diya aur FD Card bhi April 2024 m Permanent close hua🤣

Nov 2020 to April 2024, 500/Day Demand kiya hai mne, dekho kya karte hai🤣
Itne paise mai to ek acchi gaadi aajayengi😄
Aise moments humare life m nahi aate😔
 
Back
Top