• Hey there! Welcome to TFC! View fewer ads on the website just by signing up on TF Community.

Bank of India: Better Rewards on All Debit cards (0.46%)

SBI virtual RuPay DC pe kya problem hai ? nahi mil raha SBI Unipay se ? Complaint karta hu phir.

Phir maat bolna DC option udda diya, Tumhare chalte he Jio ne DC option udda diya. RuPay me nahi mil raha hai dhindora pit rahe the.
Matlab hai is baat ka kuch? Ab bhai, tujhe RuPay se itna be-inteha ishq hai ki tuney Jio ko keh diya aur itefaq se option chala gaya, toh ulta chor kotwal ko daantey? Jio pe DC option aur Netbanking aa jayega wapas, ghabra mat.

Baki Logo ko alert karna taaki unka nuksaan naa ho mera kaam tha. RPSLLDCASH sirf rupay pe hi aa raha tha. Toh jaake maine Jio ko thodi keh diya? Maine apna VISA use karna start kar diya. Kal main keh du ki jaake sirr dewaar pe maar de, mar lega?

Unipay pe kaam kare ya naa kare, meri marzi main jo recommend karu. Ab main toh teri post pe aa ke nahi kehta ki Rupay kyu recommend kar raha hai. Itni problem hai toh ignore karde meri post.

Tera Rupay ke liye diwaney pann ne tujhe andha kar diya hai. Listen to this song, it fits your situation,

@RupayMan please save me bro. Koi isko samjhayo. Ignore kar raha tha kab ka toh yeh sirr pe chadd raha hai ab.
 
I opened my Bank of India savings account through video KYC, and they issued me a RuPay Classic debit card. However, I wanted the RuPay Platinum debit card since both have the same annual charges. So, I hotlisted the Classic debit card before activation and applied for the Platinum debit card through the branch.

Initially, I faced issues accessing the Star Rewardz portal for several weeks. I escalated the matter to the MD's desk, and eventually, the issue was resolved. Now, I am waiting for the reward points to be credited to my account, but they have not been credited yet. I am concerned that hotlisting the Classic debit card might be causing this problem.

FYI, I am already using the SBI VDC for credit card bill payments. I just want to ensure that I am receiving reward points for my BOI debit card transactions.
You will receive it don't worry. Rupay cards are eligible. Most of cards issued by BoI are eligible for rewards.
 
Matlab hai is baat ka kuch? Ab bhai, tujhe RuPay se itna be-inteha ishq hai ki tuney Jio ko keh diya aur itefaq se option chala gaya, toh ulta chor kotwal ko daantey? Jio pe DC option aur Netbanking aa jayega wapas, ghabra mat.

Baki Logo ko alert karna taaki unka nuksaan naa ho mera kaam tha. RPSLLDCASH sirf rupay pe hi aa raha tha. Toh jaake maine Jio ko thodi keh diya? Maine apna VISA use karna start kar diya. Kal main keh du ki jaake sirr dewaar pe maar de, mar lega?

Unipay pe kaam kare ya naa kare, meri marzi main jo recommend karu. Ab main toh teri post pe aa ke nahi kehta ki Rupay kyu recommend kar raha hai. Itni problem hai toh ignore karde meri post.

Tera Rupay ke liye diwaney pann ne tujhe andha kar diya hai. Listen to this song, it fits your situation,

@RupayMan please save me bro. Koi isko samjhayo. Ignore kar raha tha kab ka toh yeh sirr pe chadd raha hai ab.

Tum toh bada RuPay ka fan bann rahe the last month, ab kya ho gaya ? 🤣🤣

Anyway baat woh nahi hai, mai tumpar koi blame nahi kar raha hu but Complaint toh karna parega na. Agar na mil raha toh. Mai to thanks bol raha tumne recommended kiya. 🤣🤣

Saare loppholes aise he share karte raho taki mai complaint kar k thik karwa du aur batao kaha kaha problem hai RuPay me ?

Waise maine abhi SBI virtual RuPay DC generate kiya toh dekha, SBI unipay pe toh RuPay otp page he nahi khul raha. Pata nahi technical issue hai ya pahele se problem hai. chalo jo bhi hai thanks to highlight this issue.
 
Last edited:
Tum toh bada RuPay ka fan bann rahe the last month, ab kya ho gaya ? 🤣🤣

Anyway Baat woh nahi hai, mai tumpar koi blame nahi kar raha hu but Complaint toh karna parega na. Agar na mil raha toh. Mai to thanks bol raha tumne recommended kiya. 🤣🤣

Saare loppholes aise he share karte raho taki mai complaint kar k thik karwa du aur batao kaha kaha problem hai RuPay me ?

Waise maine abhi SBI virtual RuPay DC generate kiya toh dekha, SBI unipay pe toh RuPay otp page he nahi khul raha. Pata nahi technical issue hai ya pahele se problem hai. chalo jo bhi hai thanks to highlight this issue.
Last month nahi. Main 5 saal se Rupay ka fan hu bhai.

@TFians, Arrey koi pakdo isko, yeh ab Unipay pe rupay ka page theek karwaney na nikal pade raat ko. Accha hai SBI waley dinner karke so gaye aur din mein isko lunch ke baad bulayenge. Lunch mein koot dena isko. Tu mat dekh rupay card check karke, sab theek hai. Aa raha hai otp. SBI ka chairman call karke de raha hai khud. Usne kaha hai thode din mein rupay card bina otp txn allow karega. Bas card no. daalo aur payment done.
🤣 🤣
 
Thanks again suggestion dene k liye ki raat me na complaint kar k din me complaint karne ko.
 
12-15 days for normal and another 15 days for bonus. 🙂 If you have SBI use Virtual DC (preferably VISA/Master) and get 0.50% instead of 0.46% with BoI for time being as SBI again started giving 4 RPs per 200. Once they stop it again, use BoI.
Just 200 ka trxn kiya SBI virtual RuPay DC generate kar k SBI unipay me.

Wait kar leta hu upto 15 days. Agar Reward na aaya toh complaint karunga.
 
Matlab hai is baat ka kuch? Ab bhai, tujhe RuPay se itna be-inteha ishq hai ki tuney Jio ko keh diya aur itefaq se option chala gaya, toh ulta chor kotwal ko daantey? Jio pe DC option aur Netbanking aa jayega wapas, ghabra mat.

Baki Logo ko alert karna taaki unka nuksaan naa ho mera kaam tha. RPSLLDCASH sirf rupay pe hi aa raha tha. Toh jaake maine Jio ko thodi keh diya? Maine apna VISA use karna start kar diya. Kal main keh du ki jaake sirr dewaar pe maar de, mar lega?

Unipay pe kaam kare ya naa kare, meri marzi main jo recommend karu. Ab main toh teri post pe aa ke nahi kehta ki Rupay kyu recommend kar raha hai. Itni problem hai toh ignore karde meri post.

Tera Rupay ke liye diwaney pann ne tujhe andha kar diya hai. Listen to this song, it fits your situation,

@RupayMan please save me bro. Koi isko samjhayo. Ignore kar raha tha kab ka toh yeh sirr pe chadd raha hai ab.

Sorry bro, Google unable to translate it.
 
I went to the nearest branch , they told me 1000 MAB For Regular Savings account and 295₹ for debit card annually , any LTF debit card available with bank of India.

However there are 3 other PSU'S within 300m of my residence
SBI
BOB
UNION BANK - COMING SOON
BOI

Since my spouse already has account in BOB & SBI. Should i consider to open in BOI,Union i had earlier which i closed recently but debit card rewards with BOI makes me think to go with BOI

KINDLY ADVICE !!!
 
Keep/Open BoI acc. DC charges will be 250+45 GST = 295. Till June, 2024 there were no charges of Classic RuPay card but now it is chargeable. Now they have min. 295 for DC except Yuva accounts which is for 18-28 age and has 118 as DC charges.

But better go with SBI and have virtual card as that will give you 0.50% returns with every 200 you spend. Or IDFC First which can give you 1.25% if you have more than 1L to pay. But IDFC pts can't be redeemed for cash but you can do recharges mobile,dth etc. SBI pts can be used for CC bill payment which is more effective.
 
Back
Top