View attachment 54257
@ritwik2000 Bearer cheque matalab wo nahi hota ki if A/c payee na ho toh wo bearer rahegaa...bearer bhi apna account mein trf kara sakta hai us case mein, just 2 diagonally parallel lines se
Simply, payee blank ho ya payee ka name bhi hai aur sath mein or bearer ya last endorsement blank ho...usko kehte hain
Few examples: yaha bearer ko kaat de toh firh payee mein jiksa name likha rahega bas wahi encash kara sakta hai...
View attachment 54258
Ya order cheque iss tarah, or order likha rahega, ye cheque jiska name rahega wo encash kara sakta hai, ya uske order anusar:
View attachment 54260